Tu Kabhi Na Chode Mujhko – Nachoonga Sheldon Bangera Hindi Christian Lyrics

Tu Kabhi Na Chode Mujhko is the christian Hindi worship song from the album Nachoonga released by Indian Christian Hindi Worship leader, Sheldon Bangera. This album was released on June 12, 2013.

This song is an inspiration from the English Christian Song, You Never Let go from the album, Beautiful News by Matt Redman & Beth Redman. Hindi Translation was done by Sheldon Bangera & Vijay Belola.

Please listen to the song, worship the Lord with spirit and in Truth and be blessed.

Song : Tu Kabhi Na Chode Mujhko
Artist : Sheldon Bangera
Album: Nachoonga
Release Date: June 12, 2013
Label : Integrity Music

  • Hindi
  • English
  • Chords

Verse 1:
चाहे में चलूँ साये माैत के तराई मे से
तेरे सिद्ध प्रेम मेरे डर को दूर करे
जब भी मैं फसूँ इस जीवन
के संघर्शे में
मैं पलटूँ ना तू पास है जाे मेरे

Pre-Chorus:
दुष्टता से डरूँ ना
पास है जाे मेरे खुदा
पास है जाे मेरे खुदा
किस से मैं डरूँ
किस से मैं डरूँ

Chorus:
तू कभी न छाेडे मुझकाे
शांतता और संकट में भी
तू कभी न छाेडे मुझकाे
हर चढ़ाव और हर उतार
तू कभी न छाेडे मुझकाे
प्रभु तू न छाेडे मुझकाे

Verse 2:
आएगा प्रकाश उनके लिए
जाे हैं थामे तुझकाे
तेजस्वी सब तुलना से पार
सारे संघर्ष थम जाएँगे
पर उस दिन तक
हम जानें तुझे इस धरती पर

Bridge:
आएगा प्रकाश उनके लिए
जाे हैं थामे तुझकाे
सारे संघर्ष थम जाएँगे
पर उस दिन तक
स्तुति मैं गाऊँ
स्तुति मैं गाऊँ


Verse 1:
Chaahe main chaloon saaye maut ki tarai mein se
Tera siddh prem bhai bhagaaye
Jab bhi main phasoon is jeevan
ke sangharshon mein
Main paltoon na Tu paas hai jo mere

Pre-Chorus:
Dushtta se daroon na
Saath hai jo mere Khuda
Saath hai jo mere Khuda
Kis se main daroon?
Kis se main daroon?

Chorus:
Tu kabhi nahi chode mujhko
Shaantta aur sankat mein bhi
Tu kabhi nahi chode mujhko
Har chadhaav aur har utaar mein
Tu kabhi nahi chode mujhko
Prabhu Tu na chode mujhko

Verse 2:
Aayega prakaash unke liye
jo hain thaame Tujhko
Tejasvi sab Tulna se paar
Saare sangharsh tham jaayenge
par usi din tak
Hum jaane Tujhe is dharti par

Bridge:
Aayega prakaash unke liye
jo hain thaame Tujhko
Saare sangharsh tham jaayenge
par usi din tak
Stuthi main gaoon
Stuthi main gaoon


Key = B

Capo 4(G)

Verse 1:
                G
Chaahe main chaloon saaye maut ki Taraayi mein se
     Em7
Tera siddh prem mere darr ko door kare
                 G
Jab bhi main phasoon is jeevan ke sangharshon mein
      Em7
Main paltoon na Tu paas hai jo mere
              D   G
Dushtta se daroon na
              Em D  G
Paas hai jo mere Khuda
              Em D  G
Paas hai jo mere Khuda
                   D
Toh kis se main daroon?
               C
Kis se main daroon?
 
Chorus:
 G
 Tu kabhi nahi chode mujhko Shaantta aur sankat mein bhi
 Em7
 Tu kabhi nahi chode mujhko Har chadhaav aur har utaar
 Dsus4
 Tu kabhi nahi chode mujhko
 C2                     G   D   C2
 Prabhu Tu na chode mujhko

Verse 2:
           G
Aayega prakaash unke liye jo hain thaame Tujhko
Em7
Tejasvi sab Tulna se paar
         G
Saare sangharsh tham jaayenge par usi din tak
    Em7
Hum jaanein Tujhe is dharti par
              D   G
Dushtta se daroon na
              Em D  G
Paas hai jo mere Khuda
              Em D  G
Paas hai jo mere Khuda
                   D
Toh kis se main daroon?
               C
Kis se main daroon?

Related posts

En Nadaigalai – Davidsam Joyson Tamil Christian Lyrics

Thana Sareeramandhu – AR Stevenson Telugu Christian Lyrics

Yudhula Raja – Benny Joshua Telugu Christian Lyrics